
Read & Download “Kitna Sakhi Hai Dar Mere Aaqa Hussain Ka Lyrics” In Hindi, Urdu & English
Kitna Sakhi Hai Dar Mere Aaqa Hussain Ka Lyrics In English
Kitna Sakhi Hai Dar Mere Aaqa Hussain Ka
Khaate Hain Log Aaj Bhi Sadqa Hussain Ka
Duniya Mein Jo Ghulam Hain Mere Hussain Ke
Rakhe Ga Laaj Hashar Mein Nana Hussain Ka
Aankhon Ko Aansuon Se Main Karta Hoon Ba-wazu
Hota Hai Zikr Jab Kahin Moula Hussain Ka
Dekhe Ga Kis Tarah Koi Meri Nigah Se
Deene Muhammadi PE Hai Pehra Hussain Ka

Kitna Sakhi Hai Dar Mere Aaqa Hussain Ka Lyrics In Hindi
कितना सख़ी है दर मेरे आक़ा हुसैन का
खाते हैं लोग आज भी सदक़ा हुसैन का
दुनिया में जो गु़लाम हैं मेरे हुसैन के
रखे गा लाज ह़श्र में नाना हुसैन का
आंखो को आंसुओ से मैं करता हूं बा-वज़ू
होता है ज़िक्र जब कहीं मौला हु़सैन का
देखे गा किस तरह कोई मेरी निगाह से
दीने मोहम्मदी पे है पहरा हुसैन का

Kitna Sakhi Hai Dar Mere Aaqa Hussain Ka Lyrics In Urdu
کِتنا سخی ہے در مرے آقا حسین کا
کھاتے ہیں لوگ آج بھی صدقہ حسین کا
دنیا میں جو غلام ہیں مرے حسین کے
رکھے گا لاج حشر میں نانا حسین کا
آنکھوں کو آنسوؤں سے میں کرتا ہوں باوضو
ہوتا ہے ذکر جب کہیں مولا حسین کا
دیکھے گا کس طرح کوئی مری نگاہ سے
دینِ محمدی پہ ہے پہرا حسین کا
