Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics In Hindi

Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics

Read & Download “Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics” In Hindi, Urdu & English

Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics In English

Deen Ko Bachana Tha, Karbala Hussain Aaye
Zulm Ko Mitana Tha, Karbala Hussain Aaye

Naana‑jaan Se Bachpan Mein Kiya Tha Jo Wa’da
Bas Wahi Nibhana Tha, Karbala Hussain Aaye

Hurr Ko Naar‑e‑dozakh Se Khench Kar Ke Lana Tha
Jannati Banana Tha, Karbala Hussain Aaye

Sar Kate To Kat Jaye, Haq Ka Saath Mat Chhodo
Ye Sabak Padhana Tha, Karbala Hussain Aaye

AI Yazid! Sun Teri Zulm Ki Hukoomat Ko
Khaak Mein Milana Tha, Karbala Hussain Aaye

Jazba‑e Ali Haidar, Zulfiqar Ko Le Kar
Jang Mein Dikhana Tha, Karbala Hussain Aaye

Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics In English

Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics In Hindi

दीन को बचाना था, कर्बला हुसैन आए
ज़ुल्म को मिटाना था, कर्बला हुसैन आए

नाना-जान से बचपन में किया था जो वा’दा
बस वही निभाना था, कर्बला हुसैन आए

हुर्र को नार-ए-दोज़ख़ से खेंच कर के लाना था
जन्नती बनाना था, कर्बला हुसैन आए

सर कटे तो कट जाए, हक़ का साथ मत छोड़ो
ये सबक़ पढ़ाना था, कर्बला हुसैन आए

ऐ यज़ीद ! सुन तेरी ज़ुल्म की हुकूमत को
ख़ाक में मिलाना था, कर्बला हुसैन आए

जज़्बा-ए-‘अली हैदर, ज़ुल्फ़िक़ार को ले कर
जंग में दिखाना था, कर्बला हुसैन आए

Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics In Hindi

Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics In Urdu

دین کو بچانا تھا، کربلا حسین آئے
ظلم کو مٹانا تھا، کربلا حسین آئے

نانا جان سے بچپن میں کیا تھا جو وعدہ
بس وہی نبھانا تھا، کربلا حسین آئے

حُر کو نارِ دوزخ سے کھینچ کر کے لانا تھا
جنّتی بنانا تھا، کربلا حسین آئے

سر کٹے تو کٹ جائے، حق کا ساتھ مت چھوڑو
یہ سبق پڑھانا تھا، کربلا حسین آئے

اے یزید! سُن تیری ظلم کی حکومت کو
خاک میں ملانا تھا، کربلا حسین آئے

جذبۂ علی حیدر، ذوالفقار کو لے کر
جنگ میں دِکھانا تھا، کربلا حسین آئے

Deen Ko Bachana Tha Karbala Hussain Aaye Lyrics In Urdu

Leave a Comment