Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hain Lyrics By Hafiz Tahir Qadri 2025

Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hain Lyrics

Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hain Lyrics In English

Hussain, Hussain
Hussain Aa Rahe Hai, Hussain Aa Rahe Hai

Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Apne Nana Ka Wada Nibhane
Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Deen Ki Shano Shauqat Bachane
Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Nabi Ke Noor Ain, Hussain
Ali Ke Dil Ka Chain, Hussain
Sayyeda Fatima Ka Pyare Hai, Hussain

Ek Taraf Hai Hazaro Ka Lashkar
Ek Jaanib Faqat Hai Bahattar
Apne Baba Ki Zurrat Dikhane
Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Apne Nana Ka Wada Nibhane
Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Deene Haq Ka Alam Hath Me Hai
Zulfiqare Ali Sath Me Hai
Qasre Zulmo Sitam Ko Girane
Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Charage Ishke Hussaini Jala Muharram Me
Yazeediyat Ka Diya Bujh Gaya Muharram Me
Khuda E Pak Ki Barsengi Rahmate Tujhpar
Hassan Hussain Ki Mehfil Saja Muharram Me
Na Aaj Tak Wo Utha Na Uthe Ga Kabhi
Yazeediyat Ka Mahal Yun Gira Muharram Me
Jaha Me Haq O Sadaqat Ka Bol Bala Hai
Munafiqat Ka Khatma Huwa Muharram Me

Apne Nana Ka Wada Nibhane
Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Nabi Ke Noor Ain, Hussain
Ali Ke Dil Ka Chain, Hussain
Sayyeda Fatima Ka Pyare Hai, Hussain

Din Dihare Looti Ghar Ki Har Shay
Kuch Bhi Shikwa Nahi Phir Bhi Rab Se
Dars Hamko Wafa Ka Padhane
Karbala Me Hussain Aa Rahe Hai

Apne Nana Ka Wada Nibhane
Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Hanzala Ka Hai Zauke Shahadat
Saath Me Hamza K Hai Sujaat
Lashkare Shimr Ke Hosh Udane
Karbala Me Hussain Aa Rahe Hai

Nabi Ke Noor Ain, Hussain
Ali Ke Dil Ka Chain, Hussain
Sayyeda Fatima Ka Pyare Hai, Hussain

Chhod Kar Apne Nana Ka Kuncha
Yani Tafseere Shehre Madina
Sham E Haq Ko Sadaqat Jalane

Karbala Me Hussain Aa Rahe Hai

Apne Nana Ka Wada Nibhane
Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hai

Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hain Lyrics In English

Karbala Mein Hussain Aa Rahe Hain Lyrics In Hindi

हुसैन, हुसैन
हुसैन आ रहे हैं, हुसैन आ रहे हैं
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

अपने नाना का वादा निभाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

दीन की शान-ओ-शौकत बचाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

नबी के नूर-ए-ऐन, हुसैन
अली के दिल का चैन, हुसैन
सैय्यदा फ़ातिमा के प्यारे हैं, हुसैन

एक तरफ़ है हज़ारों का लश्कर
एक जानिब फ़क़त हैं बहत्तर
अपने बाबा की जुर्रत दिखाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

अपने नाना का वादा निभाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

दीन-ए-हक़ का अलम हाथ में है
ज़ुल्फ़िकार-ए-अली साथ में है
क़सर-ए-ज़ुल्म को गिराने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

चराग़-ए-इश्क़-ए-हुसैनी जला मुहर्रम में
यज़ीदियत का दिया बुझ गया मुहर्रम में
ख़ुदा-ए-पाक की बरसेगी रहमतें तुझ पर
हसन हुसैन की महफ़िल सजी मुहर्रम में
ना आज तक वो उठा, ना उठेगा कभी
यज़ीदियत का महल यूँ गिरा मुहर्रम में
जहाँ में हक़ और सच्चाई का बोलबाला है
मुनाफ़िक़त का ख़ात्मा हुआ मुहर्रम में

अपने नाना का वादा निभाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

नबी के नूर-ए-ऐन, हुसैन
अली के दिल का चैन, हुसैन
सैय्यदा फ़ातिमा के प्यारे हैं, हुसैन

दिन दहाड़े लूटी घर की हर चीज़
कुछ भी शिकवा नहीं फिर भी रब से
दर्स हमको वफ़ा का पढ़ाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

अपने नाना का वादा निभाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

हन्ज़ला का है ज़ौक़-ए-शहादत
साथ में हमज़ा की है शुजाअत
लश्कर-ए-शिम्र के होश उड़ाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

नबी के नूर-ए-ऐन, हुसैन
अली के दिल का चैन, हुसैन
सैय्यदा फ़ातिमा के प्यारे हैं, हुसैन

छोड़ कर अपने नाना का कुंचा
यानी तफ़्सीर-ए-शहर-ए-मदीना
शम्मा-ए-हक़ को सच्चाई जलाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

अपने नाना का वादा निभाने
कर्बला में हुसैन आ रहे हैं

Leave a Comment