Durood E Pak In English & Hindi (Read & Download) 2026

Durood E Pak

Overview

Durood E Pak In English :- Durood ek khoobsurat tareeqa hai Nabi-e-Kareem ﷺ par salam aur rehmat bhejne ka.

Aur Kitne logon ko ye bhi maloom nahi hota hai isliye hum is ka matlab English aur Hindi mein niche bata diye hai jo ki aap padh sakte hai.

Durood E Pak Kisko Kehte Hai?

Durood E Pak (ya Durood Sharif) ka matlab hai Nabi Muhammad ﷺ par salam bhejna hota hai. Aur Duood E Pak Durood Sharif Ko Hi Kehte Hai.

Jab koi Musalman Durood padhta hai, to wo Qur’an mein Allah ke hukm par amal karta hai ke apne Mehboob Rasool ﷺ par durood bhejo.

Durood E Pak chota bhi padh sakte hai, niche 2 famous Duood E Pak Di Gayi Hai. 

Durood E Pak

1 Durood Sharif in Hindi

Durood E Pak In Hindi
				
					अल्लाहुम्मा सल्लि अला सैय्यिदिना मुहम्मदिन व अला आली सैय्यिदिना मुहम्मदिन व बारिक व सल्लिम
				
			

ऐ अल्लाह! हमारे सरदार हज़रत मुहम्मद ﷺ और उनके परिवार पर रहमत, बरकत और सलाम भेज।

1 Durood E Pak In English

Durood E Pak In English

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadiw Wa Ala Aali Sayyidina Muhammadiw Wa Baarik Wa Sallim.

Ya Allah, hamare Aaqa Hazrat Muhammad ﷺ aur unki aal par rehmat, barkat aur salamati nazil farma.

2 Durood E Pak In English

2 Durood E Pak In English

Allahumma salli ‘ala Muhammad wa ‘ala aali Muhammad kama sallayta ‘ala Ibraheema wa ‘ala aali Ibraheem,innaka Hameedum Majeed.Allahumma barik ‘ala Muhammad wa ‘ala aali Muhammad kama barakta ‘ala Ibraheema wa ‘ala aali Ibraheem, innaka Hameedum Majeed.

Ae Allah! Tu Muhammad ﷺ par aur un ki Aal (khandaan aur sacha ittiba karne walon) par rehmatain aur duaein nazil farma, jis tarah Tu ne Ibrahim عليه السلام aur un ki Aal par rehmatain aur duaein nazil farmain. Beshak Tu hi bohot tareef ke qabil hai, aur bohot buzurg o baree shaan wala hai. Ae Allah! Tu Muhammad ﷺ par aur un ki Aal par barkatain nazil farma, jis tarah Tu ne Ibrahim عليه السلام aur un ki Aal par barkatain nazil farmain. Beshak Tu hi bohot tareef ke qabil hai, aur bohot buzurg o baree shaan wala hai.

2 Durood E Pak In Hindi

2 Durood E Pak In Hindi

2 Durood E Pak:-

अल्लाहुम्मा सल्लि अला मुहम्मदिं व अला आ‌लि मुहम्मदिन
कमा सल्लैता अला इब्राहीमा व अला आली इब्राहीमा
इन्नक हमीदुम मजीद

अल्लाहुम्मा बारिक अला मुहम्मदिं व अला आली मुहम्मदिन
कमा बारकता अला इब्राहीमा व अला आली इब्राहीमा
इन्नक हमीदुम मजीद

				
					ऐ अल्लाह!
आप हज़रत मुहम्मद ﷺ पर और उनकी آل (परिवार व मानने वालों) पर रहमतें और दुआएँ नाज़िल फ़रमा,
जैसे आपने हज़रत इब्राहीम عليه السلام और उनकी आल पर रहमतें और दुआएँ नाज़िल फ़र्माई थीं।
बेशक, आप खूब तारीफ़ के क़ाबिल, बड़ी शान वाले हैं।

ऐ अल्लाह!
आप हज़रत मुहम्मद ﷺ पर और उनकी आल पर बरकतें नाज़िल फ़रमा,
जैसे आपने हज़रत इब्राहीम عليه السلام और उनकी आल पर बरकतें नाज़िल फ़र्माई थीं।
बेशक, आप खूब तारीफ़ के क़ाबिल, बड़ी शान वाले हैं।
				
			

Durood E Ibrahim Bohot Famous Durood Hai.